Wednesday, December 29, 2010

Imam Husain a.s. apney Qatl honey se baqabar they (Imam Husain was aware of being killed.)

Imam Husain A.S. se unke chahne walo ne madine me baar baar kaha k aap iraq janey ka irada tark kar de.
(Lovers of Imam Husain a.s. requested many times to not proceed towards Iraq)
Imam a.s. ne har baar jawab diya k mai aap sab se zyada apney qatl honey se bakhabar hu.
(Imam a.s. each time replied that I am more confirmed about my killing)

Where to find Khutaba's of Imam Husain A.S.

Imam Husain A.S. ke khutabat http://www.azadari.com/ par audio books tag me milenge.
(You can find Speeches of Imam Husain A.S. at http://www.azadari.com/ under Audio Books Tag)

Maqsad-e-Husain a.s.

Imam Husain A.s. ne Karbala ki jang aise hi nahi kar li thi. Karbalaa ki jang be maqsad nahi thi.
(Imam Husain did not fought the battle of Karbala without any reason, it was not aimless)
Ye jang doosri jango se juda thi. Ye koi duniyavi maqsad ki jang nahi thi
(This battle was not like other battles. This was not for getting anything of this world.)
Imam Husain a.s. ke khutbo se unki jang ka maqsad saaf samajh me aata hai.
(The aim of the battle fought by Imam Husain a.s. can be easily seen by the Speeches of Imam Husain A.s.)
Salamun Alai Kum
 Ai Azadar-e-Husaini Ye Chalan Zinda Rahey
Ye Azakhane Sajane Ki lagan Zinda Rahey